Friday 22 July 2011

'u' ,'me' n 'f.b'

              'U','ME' N 'F.B'

   Aaj F.B word se  lagbhag har koi parichit hai .F.B bole to 'facebook'.Ek aisi social networking website jo sbke dilo may bus chuki hai.Feelings share karna ho,chatting karni ho ,dost banane ho ya sab ye cheeze ek sath krni ho to log- in hojaia facebook pe.
  
          Kitna badal gya hai zamana, pehle jo baat love letters k through hoti t wo ab onl9 chat k through hoti hai.Ab 'tapti dophar' ya 'chandni raat' ko mundare pe koi kisi ka intzaar nai krta,ab to log kisi k onl9 aane ka intzaar krte hain.onl9 aane k baad shuru hota hai baato ka silsila.Isme na kisi ki privacy may khalal aur na hi kisi ki madad ki zarurat. Zazbaat wo e hain bus communication ka tareeka badla hai.Social networking websites ab bahut logo ki zindgi ka hissa ban gyin hai.Distance relationship waalo k lia  ye ek  acha madhyam bn gyin hai aur kai logo k lia tym pass krne ka zaria b hain.Bahuto ko  iske through apne bachpan k yar wapas mil gye to kaio ko nye yaar mile..sbke k lia ek hi zumla fit  baith ta hai 'u','me' n 'f.b'